Khushi Jab Bhi Teri Main Kam Dekhta Hu Lyrics

Khushi Jab Bhi Teri Main Kam Dekhta Hu Lyrics By Jubin Nautiyal. Khushi jab bhi teri Ho khushi jab bhi teri main kamm dekhta hu Khushi jab bhi teri main kamm dekhta hu To phir main kahaan apne gham dekhta hu.

Khushi Jab Bhi Teri Main Kam Dekhta Hu Lyrics

Saari galiyan teri jagmaga dunga main
Har subha teri khudko bana dunga main
Saari galiyan teri jagmaga dunga main
Har subha teri khudko bana dunga main

Tu chalegi jo ghar se nikal ke kahin
To raste mein khud ko bichha doonga main
Khuda jane mujhme tu kya dekhti hai
Main tujhme khuda ka karam dekhta hu

Khushi jab bhi teri
Ho khushi jab bhi teri main kamm dekhta hu
Khushi jab bhi teri main kamm dekhta hu
To phir main kahaan apne gham dekhta hu

Khushi jab bhi teri main kamm dekhta hu
To phir main kahaan apne gham dekhta hu

Kai roz tak paani peeta nahi phir
Ho kai roz tak paani peeta nahi phir

Main jab teri aankhon ko nam dekhta hu
Khushi jab bhi teri
Ho tu dekhe na dekhe hamein gham nahi
Magar tujhko dekhe bina hum nahi
Tu dekhe na dekhe hamein gham nahi
Magar tujhko dekhe bina hum nahi

Khyalon mein har pal hi rehta hai tu
Yeh rehne ko zinda hamein kamm nahi

Tere sath ke ek lamhe mein bhi main
Tere sath ke 100 janam dekhta hu

Khushi jab bhi
Tujhko kiya yaad dunia bhulayi hai
Seene mein aisi lagan ek lagayi hai
Teri tanhai meri jaan pe ban aayi hai
Milne ki maangun duaa
Milne ki maangun duaa

Nazar bhar ke jab dekhta hu tujhe main
To zakhmon pe dil ke marham dekhta hu

Khushi jab bhi teri main kamm dekhta hu
To phir main kahaan apne gham dekhta hu
Khushi jab bhi teri main kamm dekhta hu
To phir main kahaan apne gham dekhta hu
Khushi jab bhi teri

Khushi jab bhi teri
Khushi jab bhi teri
Khushi jab bhi teri

Mehka Mehka Ye Sama Kehne Laga Aa Pyar Kar Lyrics

Leave a Comment