Dua Mein Yaad Rakhna Lyrics Aditya Narayan

Dua Mein Yaad Rakhna Lyrics by Aditya Narayan. Dua mein yaad rakhna Dua mein yaad rakhna Tum the hamare Ab gair ho gaye Sare jazbaat Zubair ho gaye Tum the hamare Ab gair ho gaye Saare jazbaat Zubair ho gaye.

Dua Mein Yaad Rakhna Lyrics Aditya Narayan

Teri yaadon ke sahare
Jee raha hoon
Kyun ki tu hi hain aashiqui
Tu hi hain bandagi
Kabhi socha hi nahi tha
Ki tere bina bhi jeeni padegi zindagi

Tum the hamare
Ab gair ho gaye
Saare jazbaat

Zubair ho gaye
Tum the hamare
Ab gair ho gaye
Saare jazbaat
Zubair ho gaye

Lekin tum humein
Bhool naa jaana

Dua mein yaad rakhna
Dua mein yaad rakhna
Dua mein yaad rakhna
Dua mein yaad rakhna

Tum the hamare

Ab gair ho gaye
Sare jazbaat
Zubair ho gaye
Tum the hamare
Ab gair ho gaye
Saare jazbaat
Zubair ho gaye

Lekin tum humein
Bhool naa jaana

Dua mein yaad rakhna
Dua mein yaad rakhna
Dua mein yaad rakhna
Dua mein yaad rakhna

Kya ho gayi meri khata
Tu ho gayi yoon bewafa
Mili mujhe aisi saaja
Jaane kyun

Dhoka mujhe toone diya
Phir bhi yaara tera nasha
Dil se nahi utar raha
Jaane kyun

Maine to yeh socha tha
Tum na hoge bas hamare
Kya pata tha is tarah se
Badal jayenge sitare

Woh kasmein woh vaade
Woh saari baatein
Raakh ho jayengi
Apni mulakaatein

Raakh ho jayengi
Apni mulakaatein

Tum the hamare
Ab gair ho gaye
Sare jazbaat
Zubair ho gaye

Tum the hamare
Ab gair ho gaye
Saare jazbaat
Zubair ho gaye

Lekin tum humein
Bhool naa jaana

Dua mein yaad rakhna
Dua mein yaad rakhna
Dua mein yaad rakhna
Dua mein yaad rakhna

Maine dil ki kalam se
Likh diya tha naam tera
Tujhse hi tha har pal
Chain-o-aaram mera

Tujhse hi tham raha tha
Meri dhadkanon ka lava
Tujhse hi tha hamesha
Meri aashiqui ka daava

Tujhse hi tha hamesha
Meri aashiqui ka daava

Tum the hamare
Ab gair ho gaye
Sare jazbaat
Zubair ho gaye

Tum the hamare
Ab gair ho gaye
Saare jazbaat
Zubair ho gaye

Lekin tum humein
Bhool naa jaana

Dua mein yaad rakhna
Dua mein yaad rakhna
Dua mein yaad rakhna
Dua mein yaad rakhna

Janani Lyrics RRR

Leave a Comment