Mere Ho Jao Lyrics

Mere Ho Jao Lyrics

Mere Ho Jao Lyrics

Jo Dilon Mein Hai
Likha Hua
Mohabbat Ka Wo Khat
Aankhon Se Padhde

Sham Ko Shama Jalaye
Khaas Ik Mehfil Sajaye
Ishq Sa Kuch Tum Sunao
Pyaar Sa Kuch Hum Sunaye

Aaj Tum Mere Ho Jao
Aaj Hum Tere Ho Jaye
Aaj Tum Parda Hatao
Aaj Hum Nazrein Milaye

Sochte The Pal Suhana
Aashiqui Ka Aayega Jo
Dekhlo Wo Pal Yehi Hai
Kal Kabhi Na Humne Dekhi
Tere Mere Sath Ki Wo
Khoobsurat Kal Yehi Hai

Paas Aao Hath Mere Hath Mein Do
Gale Lag Jao Mujhe Aagosh Mein Le Lo
Ik Dooje Ki Tarah Rukhsar Pe Hum
Pakeezah Honthon Ko Dhar Le

Jo Dilon Mein Hai
Likha Hua
Mohabbat Ka Wo Khat
Aankhon Se Padhde

Sham Ko Shama Jalaye
Khaas Ik Mehfil Sajaye
Ishq Sa Kuch Tum Sunao
Pyaar Sa Kuch Hum Sunaye

Aaj Tum Mere Ho Jao
Aaj Hum Tere Ho Jaye
Aaj Tum Parda Hatao
Aaj Hum Nazrein Milaye

In Mulakaton Se Pehle
Mushkilon Ke Sath Guzri
Hum Dono Ki Hi Zindagi Hai

Ye Toh Zahir Hai Meri Jaan
Dard Koi Tumko Hoga
Dard Koi Humko Bhi Hai

Tham Ke Badal Na Ho Jaye Aur Bhi Ghane
Shab-E-Tanhai Ki Na Kathputli’an Bane
Raaton Ke Sunne Sunne Sehra Ko Hum
Khwabon Ke Dariya Se Bharde

Jo Dilon Mein Hai
Likha Hua
Mohabbat Ka Wo Khat
Aankhon Se Padhde

Sham Ko Shama Jalaye
Khaas Ik Mehfil Sajaye
Ishq Sa Kuch Tum Sunao
Pyaar Sa Kuch Hum Sunaye

Aaj Tum Mere Ho Jao
Aaj Hum Tere Ho Jaye
Aaj Tum Parda Hatao
Aaj Hum Nazrein Milaye

Video