Mera Dil Bhi Kitna Pagal Hai Lyrics

Mera Dil Bhi Kitna Pagal Hai Lyrics By Kumar Sanu, Alka Yagnik. Mera dil bhi kitna pagal hai. Yeh pyar to tumse karta hai

Mera Dil Bhi Kitna Pagal Hai Lyrics

Mera dil bhi kitna pagal hai
Yeh pyar to tumse karta hai x (2)

Par saamne jab tum aate ho
Par saamne jab tum aate ho
Kuchh bhi kehne se darta hai
O mere saajan, o mere saajan
Saajan saajan, mere saajan

Mera dil bhi kitna pagal hai
Yeh pyar to tumse karta hai x (2)

Kitna isko samjhata hoon

Kitna isko behlata hoon x (2)
Nadan hai kuchh na samajhta hai
Din raat yeh aahein bharta hai

Mera dil bhi kitna pagal hai
Yeh pyar to tumse karta hai x (2)

Par saamne jab tum aate ho
Par saamne jab tum aate ho
Kuchh bhi kehne se darta hai
O mere saajan, o mere saajan
Saajan saajan, mere saajan

Mera dil bhi kitna pagal hai
Yeh pyar to tumse karta hai x (2)

Har pal mujhko tadpata hai
Mujhe saari raat jagata hai x (2)

Iss baat ki tumko khabar nahi
Yeh sirf tumhi pe marta hai

Mera dil bhi kitna pagal hai
Yeh pyar to tumse karta hai x (2)

Par saamne jab tum aate ho
Par saamne jab tum aate ho
Kuchh bhi kehne se darta hai
O mere saajan, o mere saajan
Saajan saajan, mere saajan
Saajan saajan, saajan saajan
Saajan saajan, saajan saajan

video