Kab Maine Ye Socha Tha Kab Maine Ye Jaana Tha Lyrics

Kab Maine Ye Socha Tha Kab Maine Ye Jaana Tha Song Lyrics sung by Alka Yagnik and Udit Narayan. The music of the song is given by Anu Malik and the lyrics is written by Javed Akhtar. The title of the song is Mere Mehboob Mere Sanam.

Kab Maine Ye Socha Tha Kab Maine Ye Jaana Tha Lyrics

Kab maine ye socha tha
Kab maine ye jaana tha

Kab maine ye socha tha
Kab maineye jaana tha
Tum itna badal jaoge
Tum itna mujhe chahoge
Tum itna pyar karoge
Tum yoon ikraar karoge
Mere mehboob mere sanam
Shukriya meherbaani karam
Mere mehboob mere sanam
Shukriya meherbaani karam (Repeat once)

Aankhon mein jo narmi hai
Pehle toh nahin thi
Saanson mein jo garmi hai
Pehle toh nahin thi

Pehle toh na yun chhayi thi
Zulfon ki ghatayein
Pehle toh na yun chhayi thi
Zulfon ki ghatayein
Pehle toh na yoon mehki thi
Aanchal ki havayein
Pehle toh nahi aati thi
Tumk o ye adayein

Aaj kitne haseen hai sitamb
Shukriya meherbaani karam
Mere mehboob mere sanam
Shukriya meherbaani karam

Tum par mere pyaar ka jaadu
Pehle toh nahin tha
Dil jaisa hai beqaabu
Pehle to nahin tha

Pehle to nahin hoti thi
Yun yaar ki baatein..
Pehle to nahin hoti thi
Yun yaar ki baatein
Hairaan hoon main sunkar
Sarkaar ki baatein
Ikraar ki baatein ya inkaar ki baatein

Baat chhedi toh hai kam se kam
Shukriya meherbaani karam
Mere mehboob mere sanam
Shukriya meherbaani karam

Kab maine ye socha tha
Kab maine ye jaana tha
Tum itna badal jaoge
Tum itna mujhe chahoge
Tum itna pyar karoge
Tum yun ikraar karoge

Mere mehboob mere sanam
Shukriya meherbaani karam

Ho mere mehboob mere sanam
Shukriya meherbaani karam