Ek Tarfa 2.0 Lyrics – Darshan Raval

Ek Tarfa 2.0 Song sung by Darshan Raval. The music of the song is given by Lijo George and the lyrics is written by Youngveer.

Ek Tarfa 2.0 Lyrics – Darshan Raval

Zikr tumhara karta nahi hoon
Chahe woh mehfil mein
Fikar kari na tu ajj vi hai zinda
Toote hue is dil mein

Is duniya ki is bheed mein
Kahin kho na jaaun main
Dar lagta hai kisi aur ka
Kahin ho na jaaun main

Tu khush hai chahe baharon mein
Tu na tha mere sitaron mein

Mohabbat ho gayi thi dono ko
Ik arsha ho gaya
Mera yeh ishq tha do tarfa
Ab ek tarfa ho gaya

Ve laaiyan dil ton laaiyan
Oh maahi par tu na aaiyan
Ve mere hisse judaiyan
Kyun aaiyan ve

Ve laaiyan dil ton laaiyan
Oh maahi par tu na aaiyan
Ve mere hisse judaiyan
Kyun aaiyan ve

Yeh mausam aur hawayein
Yeh raatein aur subah
Teri aahat ko tarse
Kyun mera raasta yeh

Yeh mausam aur hawayein
Yeh raatein aur subah
Teri aahat ko tarse
Kyun mera raasta yeh

Chalo rabb diye je manzoori
Mainu vi koyi gila nahi
Lakhan si main mannatan mangeya
Par kyun tu mila nahi

Yahi kismat thi deewane ki
Main haara jeet hui zamane ki

Use dekhe hue bhi
Yaaron ik arsha ho gaya
Mera yeh ishq tha do tarfa
Ab ek tarfa ho gya

Mohabbat ho gayi thi dono ko
Ik arsha ho gaya
Mera yeh ishq tha do tarfa
Ab ek tarfa ho gaya

Video